Anonimo
Aaj maa k haath ka khana mila
Aaj maa k haath ka khana mila. dal chawal aur pyaar. Bahar ka khana kitna bhi mahenga ho, maa ke haath ke swaad jaise kuch nahi. Khate waqt bachpan yaad aa gaya. Ek plate mein hi bachpan aur sukoon dono mil gaye. Sab ka pyaar hi sabse bada luxury hai.
πΈ 2β¨ 1
eating mummy ke haath ka khaana is always a blessing I cherish
bhai ,itβs too deep ,Specially international students
Maa ke hath ka khana sirf khana nahi hota, woh bachpan, sukoon or ameeri hoti hai!